Ek din pucha zindagi ne zindagi se…

Ek din pucha zindagi ne zindagi seKyon hota hai humesha zindagi ke saathHote hai jab bure kissi ke haalatDete hai ilzaam zindagi ko har baar Ek hi zindagi mein aate hai aise daurJo kabhi rulati hai hasaate hasaateKabhi hasaati hai rulate rulateAur aasu bhi aa jaaate hai muskurate hue Zindagi ka maza to tab aata … Continue reading Ek din pucha zindagi ne zindagi se…

Mann mein aaya ki chalo dekhe ek sapna

Mann mein aaya ki chalo dekhe ek sapnaLag gaye hum saari khwaisho ko sametnaAashao ka jaise khul gaya ho khajanaKya samete aur kya chode ye tha mann ko samjhana Mann to bechain ho gaya hokar bawraApne hi bune sane mein doobkar ho gaya lacharKehta hai mann kitni hassein hai ye duniya sapno kiKitni pyaari lagti … Continue reading Mann mein aaya ki chalo dekhe ek sapna

Rang

Rangon ki toh baat hi kuch alag hai, alag si hai inki kahaniyaan,,Badalte nazare hai inse, ya badalta hai hamara nazarayia Kaale rang ko dekhiye,Billi par ho to manhus, mangalsutra ke motiyon par hai shagunKaale baadal kayaamat laate hai, par Krishnaji bhi to hai Shyam aur nirgun Laal rang ko dekhiye,Suhagan ki maang me ho … Continue reading Rang